Sahir Ludhianvi Biography

Walid ka naam: Fazal Mohammed
Walida ka naam: Sardar Begum
Paidaish: March 8, 1921, in Ludhiana, Punjab, British India
Wafaat: October 25, 1980, in Mumbai, Maharashtra, India
Taleem:
- Matriculation from Khalsa High School in Ludhiana.
- Further education from Government College, Ludhiana
Ahem Tasaneef
Jaane Woh Kaise Log The
Kabhi Kabhie (1976)
Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaaye
Jinhe Naaz Hai Hind Par
Kabhi Kabhie (1976)
Kabhi Kabhie Mere Dil Mein
Main Pal Do Pal Ka Shayar Hoon
Phir Subah Hogi (1958)
Woh Subah Kabhi Toh Aayegi
Aasman Pe Hai Khuda
Hum Dono (1961)
Abhi Na Jao Chhod Kar
Kabhi Khud Pe Kabhi Haalat Pe
Taj Mahal (1963)
Jo Wada Kiya Woh Nibhana Padega
Paon Chhoo Lene Do
Naya Daur (1957):
Yeh Desh Hai Veer Jawaanon Ka
Saathi Haath Badhana
Aapki Shayari
Jurm-e-ulfat pe humein log saza dete hain
Kaise nadaan hain sholon ko hawa dete hain
Hum se deewane kahin tark-e-wafa karte hain
Jaan jaye ke rahe baat nibha dete hain
Aap daulat ke taraazu mein dilon ko tolo
Hum mohabbat se mohabbat ka sila dete hain
Takht kya cheez hai aur laal-o-jawaher kya cheez
Ishq wale to khudai bhi luta dete hain
Hum ne dil de bhi diya ahd-e-wafa le bhi liya
Aap ab shauq se de lein jo saza dete hain
Pura padhne ke liye yaha click kare