Bhooli hui sada hoon mujhe yaad kijiye
Tum se kahin mila hoon mujhe yaad kijiye
Manzil nahi hoon, Khizr nahi, rahzan nahi
Manzil ka rasta hoon mujhe yaad kijiye
Meri nigah-e-shauq se har gul hai dewta
Main ishq ka khuda hoon mujhe yaad kijiye
Naghmon ki ibtida thi kabhi mere naam se
Ashkon ki inteha hoon mujhe yaad kijiye
Gum sum khadi hain dono jahan ki haqeeqatain
Main un se keh raha hoon mujhe yaad kijiye
Saghar Siddiqui Aapki Shayari
Saaghar kisi ke husn-e-taghafal shaar ki
Behki hui ada hoon mujhe yaad kijiye
Poocha kisi ne haal kisi ka to ro diye
Pani mein aks chaand ka dekha to ro diye
Naghma kisi ne saaz pe cheda to ro diye
Ghuncha kisi ne shaakh se toda to ro diye
Urrta hua ghubar sar-e-raah dekh kar
Anjaam hum ne ishq ka socha to ro diye
Badal fiza mein aap ki tasveer ban gaye
Saaya koi khayal se guzra to ro diye
Poetry Latest
Rang-e-shafaq se aag shagufoon mein lag gayi
Rood-e-saaghar humare haath se chilka to ro diye
Tehzeeb be naqaab ki aankhein nikaal do
Is qaum ke shabaab ki aankhein nikaal do
Jis ne sama'aton ko diya dars-e-bekhudi
Is naghma rabab ki aankhein nikaal do
Ab manzil-e-wafa ki zaroorat nahi rahi
Har azm-e-kamiyab ki aankhein nikaal do
Jis mein na ho baseerat-e-insaan ki chandni
Is sheesha-e-sharaab ki aankhein nikaal do
Saaghar nikhar sake na jahan nikh'at-e-khudi
Is qariya-e-gulaab ki aankhein nikaal do
Aankh roshan hai, jeeb khaali hai
Zulmaton mein kirn sawaali hai
Saghar Siddiqui Poetry
Haadse lori'on ka haasil hain
Waqt ki aankh lagne waali hai
Aayine se huzoor hi ki tarah
Chashm ka waasta khayaali hai
Husn pathar ki ek moorat
Ishq phoolon ki ek daali hai
Maut ek angbeen ka saaghar hai
Zindagi zeher ki pyaali hai
Saghar Siddiqui Aapki Shayari
Jhoom kar gao! main sharaabi hoon
Raqs farmao! main sharaabi hoon
Ek sajda banaam maikhana
Dosto aao! main sharaabi hoon
Log kehte hain raat beet chuki
Mujh ko samjhao! main sharaabi hoon
Aaj un reshmi ghataon ko
Yun na bharao! main sharaabi hoon
Haadse roz hote rehte hain
Bhool bhi jao! main sharaabi hoon
Mujh pe zaahir hai aap ka baatin
Munh na khulwao! main sharaabi hoon

Saghar Siddiqui Biography