Mohsin Naqvi Biography 2 Lines Romantic Poetry in Urdu

Mohsin Naqvi Biography

Mohsin Naqvi Biography

Walid ka naam: Syed Chiragh Hussain Shah

Walida ka naam: Fatima Bibi

Paidaish: 5 May 1947, Dera Ghazi Khan, Pakistan

Wafaat: 15 January 1996, Lahore, Pakistan


Taleem:

  • Mohsin Naqvi ne apni ibtedai taleem Dera Ghazi Khan mein hasil ki.
  • Unhon ne B.A. aur M.A. Urdu mein Government College Bosan Road, Multan se kiya.

Ahem Tasaneef

Azaab-e-Deed

Khaima-e-Jaan

Barg-e-Sahar

Band-e-Kaba

Reza-e-Harf

Rakht-e-Shab

Mauj-e-Idraak

Tulu-e-Aashob

Furat-e-Fikr
Aapki Shayari
Ek pagli mera naam jo le, sharmaaye bhi ghabraaye bhi
Galiyon galiyon mujh se milne aaye bhi ghabraaye bhi

Raat gayi ghar jane wali gum sum ladki raahon mein
Apni abhi zulfon ko suljhaaye bhi ghabraaye bhi

Mohsin Naqvi Romantic Poetry

Kaun bichhad kar phir lote ga, kyon awaara phirte ho raaton ko
Ek chaand mujhe samjhaaye bhi ghabraaye bhi

Aane wali rut ka kitna khauf hai uski aankhon mein
Jaane wala door se haath hilaaye bhi, ghabraaye bhi

Kya jaane woh kaun hai husn jis ki khaatir raaton ko
Paani par naqsh banaye bhi ghabraaye bhi teiz hawa

Pura padhne ke liye yaha click kare