Nadeem Anjum Sad Poetry Us ki Galiyon mein jis ne Rona hai in Urdu 2024

Nadeem Anjum Sad Poetry Us ki Galiyon mein Nadeem Anjum Sad PoetryIkhtiyarKabhi hum in sochon ko khud bulate hainShayad masroof rehne ke liyeApna aap jalate hainAur phir kar ke bahana koliKisi jungle mein door takBhaag jaate hainTeri yaadon ke diyeKhud jalate hainKhayaal khud jalate hain Woh mere qurb ki din raat dua maangta haiApne gham …

Read more

Nadeem Anjum Famous Aapki Shayari Tum hi ho in Urdu 2024

Nadeem Anjum Famous Aapki Shayari Mujhe yeh kehna hai Maalik-e-Aflaaki se Khuda ho gaye aadmi bhi khaaki se Famous Aapki Shayari Gar yaad karo to mujh se milne aana kabhiNahi aana to phir dil ko hi behlana kabhiDariye maazi ke apne band nahi karnaMil hi jata hai koi aashna purana kabhiAbhi tak yaad hain woh …

Read more

Nadeem Anjum Famous Poetry Jab se tere Hue in Urdu 2024

Nadeem Anjum Famous Poetry Famous Poetry Aapki ShayariJab se tere hue Khila ishq sehra mein ek aur phoolNa jaane hui kis haseena se bhoolWoh aayi to phir yeh jawani miliMeri zindagi ko kahani miliDin zinda, shaam suhaani miliYeh ilm ko bhi mere rawani miliMile ho to phir chhod jaana nahinJo bichhdo to phir bhi bhulana …

Read more

Nadeem Anjum Best Poetry Koi sachha mil jaye agar tum ko in Urdu 2024

Nadeem Anjum Best Poetry Best Poetry Aapki ShayariKabhi kisi ko mohabbat mein aazmana nahiGhuroor-e-husn se us ko kabhi jhukana nahiSamaaj apna kirdaar ada karta haiApne dil mein kabhi waswase basaana nahiJo na aankhon se baat teri samjheUse apne honton se kuch kabhi bataana nahiKoi sachha mil jaye agar tum koTo kisi keemat par phir use …

Read more

Habib Jalib Famous Poetry in Urdu 2024

Habib Jalib Famous Poetry Dil walo kyun dil ki daulat yun bekaar lutaate hoKyun is andhiyaari basti mein pyaar ki jot jagaate hoTum aisa nadaan jahan mein koi nahin hai koi nahinPhir un galiyon mein jaate ho pak pak thokar khate hoFamous PoetrySundar kaliyoon! Kol phoolon! Yeh to batao yeh to kahoAakhir tum kya jaadu hai …

Read more

Momin Khan Momin Best Ghazal in Urdu 2024

Momin Khan Momin Best Ghazal Woh jo hum mein tum mein qaraar tha Tumhein yaad ho ke na yaad hoWohi waada yani nibaha ka.Tumhein yaad ho ke na yaad hoWoh jo lutf mujh pe the peshtar.Woh karam ke tha mere haal parMujhe sab hai yaad zara zara.Tumhein yaad ho ke na yaad hoKabhi baithe jo …

Read more

Shafiq Ahmad Khan Nadvi Best Poetry in Urdu 2024

Shafiq Ahmad Khan Nadvi Marne dil mein main tera khayal thaKahin khamoshi mein malaal thaMain aseer tha teri yaad kaMere dil par dard ka jaal thaRaas mujhe rahe tha gham zindagiYe ishq ka yeh kamaal tha tereTujhe bhoolna bhi azaabDhoondna bhi mahaal tha mujheBest PoetryMeri rooh thi kisi khoj meinMeri aankh mein bhi sawaal thaRoz …

Read more

Sahir Ludhianvi Famous Ghazal in Urdu 2024

Sahir Ludhianvi Famous Ghazal Tang aa chuke hain kashmakash-e-zindagi se humThukra na dein jahan ko kahin be-dili se humMayusi maal-e-mohabbat, neem poochhiyeApno se pesh aaye hain begaanagi se humLo aaj hum ne toad diya rishta-e-umeedLo ab kabhi gila na karenge kisi se humUbhrenge ek baar abhi dil ke walwaleGo dab gaye hain baar-e-gham-e-zindagi se humGar zindagi …

Read more

Asif Shafi Sad Poetry in Urdu 2024

Asif Shafi Sad Poetry Sehar ka rang bohot hi lubhane wala haiMujhe yaqeen hai ab koi aane wala haiHawa yeh kehti hai ek mojza dikhaye gaChiragh haath mein jis ke purane wala haiHumare baad kisi ke na kaam aaye gaHumare paas jo naqsha khazane wala haiYeh ek hum hain jo zindagi se darte hainAur ek …

Read more

Ehsan Danish Best Poetry in Urdu 2024

Ehsan Danish Best Poetry Aapki ShayariKarna thi jis qadar unhein taakhir kar chukeDeewangi ko ishq ki taqdeer kar chukeDeewar o dar pukar rahe hain yahan se chalTajweez chara saz to zanjeer kar chukeUqba se be malaal hain duniya se be niyaazJo zindagi ke khwab ko tabeer kar chukeIs ranj o gham ko kyun na kahoon …

Read more