Shafiq Ahmad Khan Nadvi
Marne dil mein main tera khayal tha
Kahin khamoshi mein malaal tha
Main aseer tha teri yaad ka
Mere dil par dard ka jaal tha
Raas mujhe rahe tha gham zindagi
Ye ishq ka yeh kamaal tha tere
Tujhe bhoolna bhi azaab
Dhoondna bhi mahaal tha mujhe
Best Poetry
Meri rooh thi kisi khoj mein
Meri aankh mein bhi sawaal tha
Roz bade be-muraad the
Roz o shab koi hijr tha na visaal tha
Apne qaabu? Ishq to baar-e-garaan hai dil par
Apna qaabu hi kahan hai dil par
Teri naakaam mohabbat ke siwa
Kab bhala koi nishaan hai dil par
Bujh gaye khwab meri aankhon mein
Ek ehsas-e-ziyaan hai dil par
Har ghadi ghaat mein baitha hai koi
Jaan ke dushman ka gumaan hai dil par
Jis ko bhi dekho dareeda dil hai
Har koi noha kunaan hai dil par
Aapki Shayari
Marne dil mein main tera khayal tha
Kahin khamoshi mein malaal tha
Main aseer tha teri yaad ka
Mere dil par dard ka jaal tha
Raas mujhe rahe tha gham zindagi
Ye ishq ka yeh kamaal tha tere
Tujhe bhoolna bhi azaab
Dhoondna bhi mahaal tha mujhe
Meri rooh thi kisi khoj mein
Meri aankh mein bhi sawaal tha
Best Poetry
Roz bade be-muraad the
Roz o shab koi hijr tha na visaal tha
Apne qaabu? Ishq to baar-e-garaan hai dil par
Apna qaabu hi kahan hai dil par
Teri naakaam mohabbat ke siwa
Kab bhala koi nishaan hai dil par
Bujh gaye khwab meri aankhon mein
Ek ehsas-e-ziyaan hai dil par
Har ghadi ghaat mein baitha hai koi
Jaan ke dushman ka gumaan hai dil par
Jis ko bhi dekho dareeda dil hai
Har koi noha kunaan hai dil par
Shafiq Ahmad Khan Nadvi Biography