Sahir Ludhianvi Biography
Walid ka naam: Fazal Mohammed
Walida ka naam: Sardar Begum
Paidaish: March 8, 1921, in Ludhiana, Punjab, British India
Wafaat: October 25, 1980, in Mumbai, Maharashtra, India
Taleem:
- Matriculation from Khalsa High School in Ludhiana.
- Further education from Government College, Ludhiana
Aapki Shayari
Jurm-e-ulfat pe humein log saza dete hain
Kaise nadaan hain sholon ko hawa dete hain
Hum se deewane kahin tark-e-wafa karte hain
Jaan jaye ke rahe baat nibha dete hain
Aap daulat ke taraazu mein dilon ko tolo
Hum mohabbat se mohabbat ka sila dete hain
Takht kya cheez hai aur laal-o-jawaher kya cheez
Ishq wale to khudai bhi luta dete hain
Hum ne dil de bhi diya ahd-e-wafa le bhi liya
Aap ab shauq se de lein jo saza dete hain
Pura padhne ke liye yaha click kare