Farhat Abbas Shah Biography Famous Poetry in Urdu 2024

Farhat Abbas Shah Biography

Farhat Abbas Shah Biography

Walida ka naam: Kaneez Bano.

Paidaish: Farhat Abbas Shah 15 November 1964 ko Jhang, Pakistan

Taleem: Farhat Abbas Shah ne apni taleem Punjab University se hasil ki, jahan se unhone M.A. kiya.

Ahem Tasaneef

Mitti ka Qarz

Aankh Ankh

Naseem-e-Jaan

Dil-e-Daagh

Mohabbat Ka Asmaan
Aapki Shayari
Yeh dil, yeh jaan, yeh khwab o khayaal kis ka hai
Lagaaya hua sab yeh maal kis ka hai

Koi to baat thi aisi meri gadaai mein
Ke usne chonk ke poocha sawal kis ka hai

Lahoo ki koi khulish ya kisi ki kaarigari
Rag-e-gulaab se dil tak kamaal kis ka hai

Hami ko bakhsh ke husn-e-jahaan-e-rang o boo
Ke hami se poochh rahe ho jamaal kis ka hai

Janam janam mein bichhadtay hain hum bhala kis se
Qadam qadam pe jahaan mein visaal kis ka hai

Yeh kaun hai jo meri jad ke baar sochta hai
Mere khayaal se arfa khayaal kis ka hai

Lagta hai hum ko maloom hai is baat par
Sar lagta koi hilaata hai
Dar lagta koi zanjeer hilaata hai to hai

Pura padhne ke liye yaha click kare