Ehsan Danish Best Poetry in Urdu 2024

Ehsan Danish Best Poetry Aapki ShayariKarna thi jis qadar unhein taakhir kar chukeDeewangi ko ishq ki taqdeer kar chukeDeewar o dar pukar rahe hain yahan se chalTajweez chara saz to zanjeer kar chukeUqba se be malaal hain duniya se be niyaazJo zindagi ke khwab ko tabeer kar chukeIs ranj o gham ko kyun na kahoon … Read more

Aitbar Sajid Poetry in Urdu 2024

Aitbar Sajid Poetry Aapki ShayariBichhde to qurbaton ki dua bhi na kar sakeAb ke tujhe supurd-e-Khuda bhi na kar sakeTaqseem ho ke reh gaye sad karchiyon mein humNaam-e-wafa ka qarz ada bhi na kar sakeNaazuk mizaj log the hum jaise aainaToote kuch is tarah ke sada bhi na kar sakteKhush bhi na rakh sake tujhe … Read more

Farhat Abbas Shah Famous Poetry in Urdu 2024

Farhat Abbas Shah Famous Poetry Aapki ShayariYeh dil, yeh jaan, yeh khwab o khayaal kis ka haiLagaaya hua sab yeh maal kis ka haiKoi to baat thi aisi meri gadaai meinKe usne chonk ke poocha sawal kis ka haiLahoo ki koi khulish ya kisi ki kaarigariRag-e-gulaab se dil tak kamaal kis ka haiHami ko bakhsh … Read more

Saghar Siddiqui Best Poetry in Urdu 2024

Saghar Siddiqui Aapki Shayari Bhooli hui sada hoon mujhe yaad kijiyeTum se kahin mila hoon mujhe yaad kijiyeManzil nahi hoon, Khizr nahi, rahzan nahiManzil ka rasta hoon mujhe yaad kijiyeMeri nigah-e-shauq se har gul hai dewtaMain ishq ka khuda hoon mujhe yaad kijiyeNaghmon ki ibtida thi kabhi mere naam seAshkon ki inteha hoon mujhe yaad … Read more

Abbas Tabish Poetry Latest in Urdu 2024

Abbas Tabish Poetry Din nikalta to kahin shor machane jataMain parindon mein parinda nazar aane jataKya mujhe aur koi kaam nahi tha is seKya main dariya mein faqat phool bahaane jataMeri aankhen hi jise dekh ke sharminda theinMain gunaah-gar use haath lagane jataMere maanind agar un ki bhi aankhen hotiMain naya zakhm darakhton ko dikhane … Read more

Wasi Shah Sad Poetry in Urdu 2024

Wasi Shah Sad Poetry Apne ehsaas se choo kar mujhe sandal kar doMain ke sadiyon se adhoora hoon, mukammal kar doNa tumhein hosh rahe aur na mujhe hosh raheYaar is qadar toot ke chaho, mujhe pagal kar doTum hatheli ko mere pyaar ki mehndi se rangoApni aankhon mein mere naam ka kajal kar doJaise sehraon … Read more

Rehana Qamar latest Poetry in Urdu 2024

Rehana Qamar latest Poetry Roothay hue ko ghar se bulane nahi gayiJi chahta tha phir bhi manane nahi gayiKis simt ki hawa thi kidhar par rahe the peechChhat par bhi patang urane nahi gayiDuniya yeh keh rahi thi woh tujh ko bulaaye gaRoti magar kisi ko batane nahi gayiJo kuch mere khilaf tha barish ne … Read more

Mohsin Naqvi latest Poetry in Urdu 2024

Mohsin Naqvi latest Poetry  Sang rize adaawaton ke, woh aabgine sakhaawaton keDil musafir qabool kar le, mila hai jo kuch jahaan jahaan se.Woh ajnabi ajnabi se chehre, woh khwab khemey rawaan dwan seBase huye hain abhi nazar mein sabhi manazir dhuwan dhuwan se.Yeh aks daagh shikast piyan, woh rang zaghm khuloos yaraan meinGham gusaaaron mein … Read more

Noshi Gilani latest Poetry in Urdu 2024

Noshi Gilani latest Poetry Ab kis se kahen aur kaun sune jo haal tumhare baad huaIs dil ki jheel si aankhon mein ik khwab bohot barbaad huaYeh hijr hawa bhi dushman hai is naam ke saare rangon kiWoh naam jo mere honton par khushboo ki tarah aabaad huaNoshi Gilani ShayariIs shehar mein kitne chehre the, … Read more

Amjad Islam Amjad latest Poetry in Urdu 2024

Amjad Islam Amjad latest Poetry Hisaab umar ka itna sa goshwara hai Tumhein nikaal ke dekha to sab khasara haiKisi charagh mein hum hain kisi kanwal mein tum Kahin jamaal humara kahin tumhara haiWoh kya visaal ka lamha tha jis ke nashe mein Tamaam umr ki furqat humein gawara haiHar ek sada jo humein baazgasht … Read more